Thu. Mar 28th, 2024

what is noble prize / noble prize kya hain or kise diya jata hai/ all imformation about noble prize

hi hellow freinds aaj main ap sabko noble prize ke baare mein batane wala hun  chaliye start karte hain

what is noble prize:

noble foundation dawara sweden ke scientist  alfred noble ke yaad mein noble prize  dena shuru kiya gya hain
Alfred noble ye bhaut bade mahan scientist yaa kahen bhaut ache kam karne wale insaan the unhone insaniyat ke liye bhaut achaw kam kiya tha alfred noble marne se pehele apne sampati ka ek bada hissa marne se pehle ek trust ko de diya unka ye ichaa tha ki in paiso ke interest se se jo bhi manav jaati ke liye acha kam kare unhe is award se sammanit kiya jaaye ye paise swedish bank me jama kiya gya hua inhi paiso ke vayaj se har saal unhe  noble prize diya jata hai hai jinohne manav jaati ke liye achaw kam kiya hua hai 1901 se lekar 2015 tak 573 noble diya gaya hua hain abhi tak 5 ese logo noble prize mil chuka hain jinke pass bharti nagirikta hain or 3 ese logo ko jo bhatiya mool ke hain ek noble prize jada se jada 3 logo ko joint roop mein diya jaa sakta hain  ese jada logo ko nahi diya jaa sakta hain  sab se kam age ki noble prize winner mala yusuf jo pakistan ki hain unhe shanti ke liye noble prize diya gya hua tha  malala yusuf par aatankwadi humla bhi ho chuka hain jab unhe nooble prize mila to unka age 17 year tha aj ke tarik tak  dharti pe sirf do hi logo ese jine noble prize ke sath oscar bhi mil chuka hain pehle hain Jorge bernardoor dusre hain or dusra hai Bob dialan ye dono ko oscar or noble dono mil chuka hain 4 logo ese hain hain jinko 2 baar noble prize mil chuka hain par dharti sirf madam Marie curie ese lady hai jine 2 baar noble prize mil chuka hain unhe pehla noble prize prize 1903 me physics me noble prize mila or dusra 1911 chemistry me noble prize mil chuka hua Madam marie curie ke family ko 5 noble prize mil chuka hain  unhe  ese wajah se log noble lady bhi kehkar bulate the or unke family ko noble machine ke name se jana jata hain history mein ese do log hain jinhone apne noble medal hi baich diya tha pehle the James watson unhone DNA structure ka khoj kiya hua tha unhone apna noble prize 30 crore me baicha tha karan jaatiwad tha dusre the 1988 me  physics mein noble prize pane wale leone m leaderman unhone apna noble prize 5 core mein baich diya tha karan tha unka beemari hostory mein do baar esa bhi hua jinoh ne noble lene se mana kar diya tha pehele the 1964  Jinh paul satre dusre the unka name yaad nhi aa raha tha Icrc yaani international comitte of the red cross ko 3 baar shanti ka noble prize mil chuka hain duniya ka pehla noble prize ICRC ke founder Henry daunt or france peace society ke founder Federic passy ko joint noble prizee diya gya hua tha yadi country wise dekha jaaye to jab se jada noble prize America ko mila hai  phir Britain aur France ka number ata hain noble prize ke baare mein ek aur intesting baat ye hai noble prize marne ke baad nhi milta hain chahe kitne bhi ache kam kyu na kiye hue ho par ager  noble prize ke liye apka name aa gya ho phir apka death ho jata hain apko noble prize diya jaayega noble humsha december ke month me diya jata hain december ke month mein diya jata hain ese month death anniversary hota hai
]]>

By admin

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *